.Pakistani drama parizad โคAmazing story
ap kon kon sa dekh rahay hen. ya kon sa dekha hai jo acha bhi laga. share ker saktay hen yahan pe ๐
ye series sub se achi hai
ye wali achi qismat hai ๐
kis kis ne ye series dekhi hai
100 qisten ho gae. bara acha raha ๐
Ertugrul Ghazi ka ye naya season shuru kiya hai dekhnay k liye ๐
Aalddin bhi acha hai. maza aa jata hai dekh k. ye wala drama ๐
yahan tak chal giya aub ki bar ๐
aub ye dekh raha hon. yahan tak aa giya hon ๐
char season poray ho gae hen ๐
kitni episode dekh len es ki??
aub panchwan season hai