Sangeet/Moseeqi

snnaveed said:

collection achi honay ki waja se main yahan ganay sunnta rehta hon. dhondnay nahi pertay 😀

Yeh toh sahi kaha..

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link
Sukh said:

Yeh toh sahi kaha..

nae ganay aaj kal os level k nahi aa rahay jo poranay hen. shaid aaj kal wesay ganay walay bhi nahi aa rahay. 😍

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link

ye bhi acha hai

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link

maza aa giya 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link
snnaveed said:

maza aa giya 😀

Bade maze le rhe ho😬😃

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link

pehli film thi jo main ne dekhi. achi thi ye. gana abhi tak yad hai mje ye wala😍😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link
snnaveed said:

pehli film thi jo main ne dekhi. achi thi ye. gana abhi tak yad hai mje ye wala😍😀

Han yeh wala acha hai:)

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link
Sukh said:

Han yeh wala acha hai:)

os waqat vcr pe film chalti thi. mjhe bhi ye bat pehli bar pata chali thi.

meray liye ye yadgar film thi. os waqat tak main ye sub haqeeqat samjhta tha 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link

kamal ka hai ye wala

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link

ye zamana acha tha. gana os waqat k hisaab se badhiya hai 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link
snnaveed said:

ye zamana acha tha. gana os waqat k hisaab se badhiya hai 😀

Purane gaano ke shaukeen ho ap.😃

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link
Sukh said:

Purane gaano ke shaukeen ho ap.😃

moseeki achi hai poranay gano ki. musik itna taz nahi tha. aaj kal wesay shorr he hota hai music main 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link
snnaveed said:

moseeki achi hai poranay gano ki. musik itna taz nahi tha. aaj kal wesay shorr he hota hai music main 😀

Han sahi kaha me vi kabhi kabhi purane song sunn leta hu.

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link

ganay tu acha hai he. dance bhi acha kya hai es main 😍

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Link