.Pakistani drama parizad ❤Amazing story
ap kon kon sa dekh rahay hen. ya kon sa dekha hai jo acha bhi laga. share ker saktay hen yahan pe 😀
ye series sub se achi hai
ye wali achi qismat hai 😍
kis kis ne ye series dekhi hai
100 qisten ho gae. bara acha raha 😍
Ertugrul Ghazi ka ye naya season shuru kiya hai dekhnay k liye 😀
Aalddin bhi acha hai. maza aa jata hai dekh k. ye wala drama 😁
yahan tak chal giya aub ki bar 😀
aub ye dekh raha hon. yahan tak aa giya hon 😀
char season poray ho gae hen 😍
kitni episode dekh len es ki??
aub panchwan season hai