Drama

yahan tak aa giya. lekon ye mazay ka hai abhi tak 😍

yar koi acha sa indian acha sa drama bata do love story

Haris547 বলেছে:

ye jo oper share kya wo apko pasand nahi?? kesay dramay dekhtay ho ap 😀

snnaveed বলেছে:

koi mazadar sa ho ya kya drama ha ek duja ka wasta s2 ko dekh ha us k jasa drama ma dakhata

Haris547 বলেছে:

koi mazadar sa ho ya kya drama ha ek duja ka wasta s2 ko dekh ha us k jasa drama ma dakhata

main ziyada nahi dekhta. jo koi khas ho. mtlb acha bhi ho tu dekh leta hon 😀

snnaveed বলেছে:

main ziyada nahi dekhta. jo koi khas ho. mtlb acha bhi ho tu dekh leta hon 😀

acha koi huma b acha sa bata do koi love story drama

Haris547 বলেছে:

acha koi huma b acha sa bata do koi love story drama

koi ap ko milay tu mjhe bhi batana. main tu pakistan dekhta hon mazahiya walay. jesay aaj kal chal raha hai. oper share kiya hai

Blackday বলেছে:

bhai sirf drama post kerna hai yahan pe. film ka alaida se hai. koi drama pasand hai tu wo ap bata saktay hen yahan pe 😀

snnaveed বলেছে:

bhai sirf drama post kerna hai yahan pe. film ka alaida se hai. koi drama pasand hai tu wo ap bata saktay hen yahan pe 😀

ok bhai sorry manay galat smga

snnaveed বলেছে:

koi ap ko milay tu mjhe bhi batana. main tu pakistan dekhta hon mazahiya walay. jesay aaj kal chal raha hai. oper share kiya hai

🥰🥰🥰

Blackday বলেছে:

ok bhai sorry manay galat smga

koi bat nahi. ap phir se share ker len. koi achay wala drama ho. jo dekh k maza aa jaye. ya jo ap ko pasand ho 😀

yahan tak aa giya hai. lekon ye bohat acha ja raha hai 😀

Aaj kal konsa drama dekh rhe👀

Sukh বলেছে:

Aaj kal konsa drama dekh rhe👀

aaj kal comedy ziyada dekh raha hon. hansnay main he zindgi hai 😍😁