Drama

Itne din se koi update ni😛😀

Sukh বলেছে:

Itne din se koi update ni😛😀

sunday ko aye gi agli qisat drama "ishq murshad" ki. dekhtay hen kya twist ata hai es bar. ye wala drama acha ja raha hai. mjhe pasand aya hai 😀

snnaveed বলেছে:

sunday ko aye gi agli qisat drama "ishq murshad" ki. dekhtay hen kya twist ata hai es bar. ye wala drama acha ja raha hai. mjhe pasand aya hai 😀

Oh acha ji thik hai

Sukh বলেছে:

Oh acha ji thik hai

ap kon sa drama dekh rahay hen aaj kal. koi acha hai tu share ker len 😀😍

snnaveed বলেছে:

ap kon sa drama dekh rahay hen aaj kal. koi acha hai tu share ker len 😀😍

Mene ek movie dekhi thi kush din pehle hi "parking" name tha uska achi thi.

Sukh বলেছে:

Mene ek movie dekhi thi kush din pehle hi "parking" name tha uska achi thi.

kis topic pe banai thi. os ka youtube link de diya krin 😍 aur dama bhi jis comedy type ho lekon badhiya wala 😀

snnaveed বলেছে:

kis topic pe banai thi. os ka youtube link de diya krin 😍 aur dama bhi jis comedy type ho lekon badhiya wala 😀

YouTube per nhe milegi, Google pe search krlo parking new movie mil jaegi.

yahan tak aa gae hen

snnaveed বলেছে:

yahan tak aa gae hen

Yeh vi thik hai😀

Aaj dekhta hu me vi koi drama:))

Sukh বলেছে:

Aaj dekhta hu me vi koi drama:))

ye wala acha ja raha hai. ap bhi dekho

snnaveed বলেছে:

ye wala acha ja raha hai. ap bhi dekho

Me check krta hu isko

yahan tak aa giya hai

snnaveed বলেছে:

yahan tak aa giya hai

Kitne episodes hai iske..

Sukh বলেছে:

Kitne episodes hai iske..

abhi 16 qisat hui hen. lekon ye bohat acha ja raha hai. aaj ki qisat ne bhi maza kerwa diya. shaid aub ye kuch lamba khainchen. log kafi pasand ker rahay hen es dramay ko. 😀