Drama

snnaveed sanoi:

abhi 16 qisat hui hen. lekon ye bohat acha ja raha hai. aaj ki qisat ne bhi maza kerwa diya. shaid aub ye kuch lamba khainchen. log kafi pasand ker rahay hen es dramay ko. 😀

Han acha hone ki wajha se extend kr dia hoga isko.

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
Sukh sanoi:

Han acha hone ki wajha se extend kr dia hoga isko.

shaid aub ye 30 qiston tak jaye :) aur ho sakta hai on demand es se bhi agay lay jyn. q k ye local issues ko bhi dekh raha hai aaj kal k 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
snnaveed sanoi:

shaid aub ye 30 qiston tak jaye :) aur ho sakta hai on demand es se bhi agay lay jyn. q k ye local issues ko bhi dekh raha hai aaj kal k 😀

Phir toh apke maze hai😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
Sukh sanoi:

Phir toh apke maze hai😀

aap aaj kal kon sa drama dekh rahay hen. koi acha darama hai tu share krin. family type

romantic ho 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
snnaveed sanoi:

aap aaj kal kon sa drama dekh rahay hen. koi acha darama hai tu share krin. family type

romantic ho 😀

Yeh dekh lo😂

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

Aur kon kon dekhta hai drama😀👀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
Sukh sanoi:

Yeh dekh lo😂

main es ko check kerta hon. mera khiyal hai ye kafi mazahiya ho ga 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
snnaveed sanoi:

main es ko check kerta hon. mera khiyal hai ye kafi mazahiya ho ga 😀

Yeh show toh apne pehle vi dekha hoga sahid:)

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
Sukh sanoi:

Yeh show toh apne pehle vi dekha hoga sahid:)

kapal sharma ka tu bohat bar dekha hai youtube pe. lekon saray shows nahi dekhay. jo samnay aa jaye dekh leta hon 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

badhiya ja raha hai abhi tak tu. suspence bhi hai es main aur romantic bhi. 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
snnaveed sanoi:

badhiya ja raha hai abhi tak tu. suspence bhi hai es main aur romantic bhi. 😀

Maze toh apke hai,😁

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
Sukh sanoi:

Maze toh apke hai,😁

ap ne dekha kya es ko.ye waqiya he acha ja raha hai 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

"usman ghazi" dramay ka agla season aa giya hai. aub wo dekhna shuru kerna hai main ne. kon kon es dramay ko dekh raha hai aur kahani kesi chal rahi hai 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

yahan tak aa giya hai

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
snnaveed sanoi:

yahan tak aa giya hai

Badiya hai yeh vi:)

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä