Drama

snnaveed sanoi:

sara nahi dekha tha. aub phir se shuru kya hai soch raha hon es bar pora mokamal dekhon es ko. kafi acha hai ye wala😀

Oh acha ji sahi

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
Sukh sanoi:

Oh acha ji sahi

ap ko kon sa drama pasand hai. kon sa dekh rahay hen. 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
snnaveed sanoi:

ap ko kon sa drama pasand hai. kon sa dekh rahay hen. 😀

Me toh filhaal Cat web series dekh rha hu Randeep Hooda ki

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

bohat zabardast telefilm hai. mazay ki hai

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

abhi tak tu kurlus usman he acha hai ertgrul ghazi k bad. mje kafi acha lagg raha hai 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

ye bhi acha drama hai

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

kurlus usman. season 4 shuru kya hai aub, abhi es ki nae aqsaat bhi aa rahi hen, mjhe tareekhi honay ki waja se pasand hai 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

koi acha tareekhi drama ho tu ap log yahan post ker saktay hen. mjhe aisya dramay achay lagtay hen. 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

ye drama bhi acha hai . naya aya hai 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

ye drama "jhook sarkar" acha hai. local issues pe banaya huwa hai. story es ki jandar ho gi. mazay aye ga dekh k😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

Konsa drama dekh rhe phir aaj kal.

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
Sukh sanoi:

Konsa drama dekh rhe phir aaj kal.

aaj kal ziyada tik tok pe dekha hon short sceen . wesay kurlus usman . eska 4rth wala season khatam honay wala hai. mager ye drama tareekhi honay ki waja se mjhe pasand hai. mager es ka tempo bara slow hai. kahani bohat ahesta chal rahi hai 😀

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
snnaveed sanoi:

aaj kal ziyada tik tok pe dekha hon short sceen . wesay kurlus usman . eska 4rth wala season khatam honay wala hai. mager ye drama tareekhi honay ki waja se mjhe pasand hai. mager es ka tempo bara slow hai. kahani bohat ahesta chal rahi hai 😀

Oh acha han tik tok kafi pasand hai apko.

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä
Sukh sanoi:

Oh acha han tik tok kafi pasand hai apko.

tik tok pe sub kuch hota hai. jesa ap chaho dekh lo. aub youtube wali sari videos clip ki sorat main mil jati hen. wahan achay daramay bhi hotya hen jo ap qiston main wahan dekh saktay hen thora thora ker k

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä

es dramay ki kahani achi hai

  • 👍👎❤️😆😮😢🎉
  • Liitä