local hai lekon acha hai ๐
Gaane kaha se dhoond kr laate hai ๐
ek acha gana hai ye ๐
ye local funkar hai. saraiki zuban main ganay hotay hen. urdu aur punjabi se milti julti zuban hai. es lye kafi log samjh letay.
Oh acha ji thik , han mene suna acha tha
porana hai lekon acha hai ๐
poranay hotay he sada bahar hen ๐
Ache songs hai:)
ye bhi piyara hai
ye poranay ganay hen aaj dekha tu porani yaden taza ho gae ๐
ye naya hai ๐
gana achahai ye wala
punjab mash hor jori ek waqat ki ๐
salman khan ki jawani k waqat ka hai ๐
zabardast hai ye wala ๐