collection achi honay ki waja se main yahan ganay sunnta rehta hon. dhondnay nahi pertay ๐
Yeh toh sahi kaha..
nae ganay aaj kal os level k nahi aa rahay jo poranay hen. shaid aaj kal wesay ganay walay bhi nahi aa rahay. ๐
ye bhi acha hai
maza aa giya ๐
Bade maze le rhe ho๐ฌ๐
pehli film thi jo main ne dekhi. achi thi ye. gana abhi tak yad hai mje ye wala๐๐
Han yeh wala acha hai:)
os waqat vcr pe film chalti thi. mjhe bhi ye bat pehli bar pata chali thi.
meray liye ye yadgar film thi. os waqat tak main ye sub haqeeqat samjhta tha ๐
kamal ka hai ye wala
ye zamana acha tha. gana os waqat k hisaab se badhiya hai ๐
Purane gaano ke shaukeen ho ap.๐
moseeki achi hai poranay gano ki. musik itna taz nahi tha. aaj kal wesay shorr he hota hai music main ๐
Han sahi kaha me vi kabhi kabhi purane song sunn leta hu.
ganay tu acha hai he. dance bhi acha kya hai es main ๐