Drama

snnaveed dedi:

yahan pe drams ki achi collection ho gae hai. main bar bar poranay dramay dekhta rehta hon . kuch ka maza he kuch aur

hai 😍

Han kush kush hote aise jinko kabhi vi dekh skte dobara.

Aur konsa drama naya aya hai aaj kal?

Sukh dedi:

Aur konsa drama naya aya hai aaj kal?

ye bhi acha drama hai 😀

snnaveed dedi:

ye bhi acha drama hai 😀

Acha ji check krta hu

ye drama abhi tak acha ja raha hai 😀😍

snnaveed dedi:

ye drama abhi tak acha ja raha hai 😀😍

Name se hi acha lag rha hai😃

Sukh dedi:

Name se hi acha lag rha hai😃

kahani achi rahi hai es ki. aur agli qisat akhari hogi es ki. main wesay pehlay tik tok pe dekho. sirf akhar se youtube pe dekhna shuru kya 😀

snnaveed dedi:

kahani achi rahi hai es ki. aur agli qisat akhari hogi es ki. main wesay pehlay tik tok pe dekho. sirf akhar se youtube pe dekhna shuru kya 😀

Chlo search krta hu aaj isko

Sukh dedi:

Chlo search krta hu aaj isko

asal main jab kabhi time ho tu zara demagh fresh ho jata hai . es lye line up rakhta hon koi na koi drama 😍

snnaveed dedi:

asal main jab kabhi time ho tu zara demagh fresh ho jata hai . es lye line up rakhta hon koi na koi drama 😍

Maze hai apke😛

Sukh dedi:

Maze hai apke😛

hahaha. asal main mazay k lye time nikalna perta hai. lekon kafi achay dramay aa rahay hen aajkal. abhi kurlus usman ka fith season shuruho ga wo dekhon ga😀

snnaveed dedi:

hahaha. asal main mazay k lye time nikalna perta hai. lekon kafi achay dramay aa rahay hen aajkal. abhi kurlus usman ka fith season shuruho ga wo dekhon ga😀

Wah yeh vi acha hai 😃👍

ye drama chal raha hai aaj kal 😀

snnaveed dedi:

ye drama chal raha hai aaj kal 😀

Badiya hai))

Sukh dedi:

Badiya hai))

kiya sara dekh liya. wesay ye abhi aur bhi badhiya lagay ga anay wali qiston main 😍