Drama

snnaveed айтты:

agli qismat es ki akhari hogi . lekon es ka akhar acha huwa. sub hansi khushi mil rahay hen 😁

Wah lgta yeh vi acha drama hai

es k bad akhari qisat ani hai. ye khatam honay wala hai. lekon acha end bana diya hai 😀

snnaveed айтты:

es k bad akhari qisat ani hai. ye khatam honay wala hai. lekon acha end bana diya hai 😀

Iske baad kya shuru krna phir

khatam ho giya ye drama. akhari qist ho gae es ki . acha tha. 😀

snnaveed айтты:

Dosto kon sa tv drama ya web series ziyada pasand ae hai aur aaj kal ap kon sa drama ziyada dekh rahay hen

Ma to tera bin darma dakhta hn

BsSahil айтты:

Ma to tera bin darma dakhta hn

tera bin ka youtube link yahan bata den. ham bhi dekh len gay 😀

BsSahil dhanywad. main dekhta hon es ko. ap ne kitni qisten dekh le hen es ki😀

snnaveed айтты:

BsSahil dhanywad. main dekhta hon es ko. ap ne kitni qisten dekh le hen es ki😀

Ma na to sari dakhi ha qisten

BsSahil айтты:

Ma na to sari dakhi ha qisten

Wah cha gye ap toh

BsSahil айтты:

Ma na to sari dakhi ha qisten

kahani kya hai es ki. mtlb kis topic pe hai??

ye drama dekhna shuru kya hai

kurlus osman season 3 dobara se dekhna shuru kiya hai. ye ek acha tareekhi drama hai

snnaveed айтты:

kurlus osman season 3 dobara se dekhna shuru kiya hai. ye ek acha tareekhi drama hai

Dobara kyu kush naya dekh

Sukh айтты:

Dobara kyu kush naya dekh

sara nahi dekha tha. aub phir se shuru kya hai soch raha hon es bar pora mokamal dekhon es ko. kafi acha hai ye wala😀