Drama
Kya hai isme khas
ye ek family drama hai. love story chal rahi hai aub es main. lekon aub ye end ki tarf ja raha hai. shuru main lerae thi mager aub piyar main badal gae hai. kahani ek he khandan ki hai hai jo property ki batwaray ki waja se alag ho gae thay. 😀
- 👍👎❤️😆😮😢🎉
- リンク

oh phir toh acha hoga yeh
- 👍👎❤️😆😮😢🎉
- リンク
ye bhi acha tha. maza aa giya. aglay main kuch aur behtar ho ga. lekon end ki tarf hai 😍

Mera abhi time nhe lag rha baad me jaroor dekhuga

main bhi bus free time main he dekhta hon. maza he os waqat ata hai. 😍😀

Yeh toh sahi kaha apne
- 👍👎❤️😆😮😢🎉
- リンク
Yeh toh sahi kaha apne
koi funny ya family drama ap ne dekha tu mjhe bhi batana 😀 jis main lambi chouri family ho. aisay dramay baray achay hotay hen
- 👍👎❤️😆😮😢🎉
- リンク
becharon ka break up ho giya. lekon turn acha mila es main. joray ga phir se dil ki taron ko 😍

Wah ap toh maze kr rhe ho
- 👍👎❤️😆😮😢🎉
- リンク
Sukh123 drama bhi thek ja raha hai. time zaya hota mehsos nahi hota 😀

Hahah phir toh acha hai time waste nhe hona chahiye

aaj kal wesay ziyada achay dramay nahi bun rahay. kuch saal pehlay bohat achay dramay hotay thay.aaj bhi on ko dekhtay tu maza dobara ho jata hai. aaj kal tu bus paisa ziyada kamanay k lye dramay banaye jatay hen 😀

Han ab new stories nhe banti jyada same concept hota hai wahi purana is wajha se
- 👍👎❤️😆😮😢🎉
- リンク
agli qismat es ki akhari hogi . lekon es ka akhar acha huwa. sub hansi khushi mil rahay hen 😁
- 👍👎❤️😆😮😢🎉
- リンク