Drama

Attractive96 said:

.Pakistani drama parizad ❀Amazing story

ap kon kon sa dekh rahay hen. ya kon sa dekha hai jo acha bhi laga. share ker saktay hen yahan pe πŸ˜€

ye series sub se achi hai

ye wali achi qismat hai 😍

kis kis ne ye series dekhi hai

100 qisten ho gae. bara acha raha 😍

Ertugrul Ghazi ka ye naya season shuru kiya hai dekhnay k liye πŸ˜€

Aalddin bhi acha hai. maza aa jata hai dekh k. ye wala drama 😁

yahan tak chal giya aub ki bar πŸ˜€

aub ye dekh raha hon. yahan tak aa giya hon πŸ˜€

char season poray ho gae hen 😍

Sukh123 said:

kitni episode dekh len es ki??

aub panchwan season hai