Drama

snnaveed said:

agli qismat es ki akhari hogi . lekon es ka akhar acha huwa. sub hansi khushi mil rahay hen 😁

Wah lgta yeh vi acha drama hai

es k bad akhari qisat ani hai. ye khatam honay wala hai. lekon acha end bana diya hai πŸ˜€

snnaveed said:

es k bad akhari qisat ani hai. ye khatam honay wala hai. lekon acha end bana diya hai πŸ˜€

Iske baad kya shuru krna phir

khatam ho giya ye drama. akhari qist ho gae es ki . acha tha. πŸ˜€

snnaveed said:

Dosto kon sa tv drama ya web series ziyada pasand ae hai aur aaj kal ap kon sa drama ziyada dekh rahay hen

Ma to tera bin darma dakhta hn

BsSahil said:

Ma to tera bin darma dakhta hn

tera bin ka youtube link yahan bata den. ham bhi dekh len gay πŸ˜€

@BsSahil dhanywad. main dekhta hon es ko. ap ne kitni qisten dekh le hen es kiπŸ˜€

snnaveed said:

@BsSahil dhanywad. main dekhta hon es ko. ap ne kitni qisten dekh le hen es kiπŸ˜€

Ma na to sari dakhi ha qisten

BsSahil said:

Ma na to sari dakhi ha qisten

Wah cha gye ap toh

BsSahil said:

Ma na to sari dakhi ha qisten

kahani kya hai es ki. mtlb kis topic pe hai??

ye drama dekhna shuru kya hai

kurlus osman season 3 dobara se dekhna shuru kiya hai. ye ek acha tareekhi drama hai

snnaveed said:

kurlus osman season 3 dobara se dekhna shuru kiya hai. ye ek acha tareekhi drama hai

Dobara kyu kush naya dekh

Sukh123 said:

Dobara kyu kush naya dekh

sara nahi dekha tha. aub phir se shuru kya hai soch raha hon es bar pora mokamal dekhon es ko. kafi acha hai ye walaπŸ˜€