yahan tak aa giya. lekon ye mazay ka hai abhi tak π
yar koi acha sa indian acha sa drama bata do love story
ye jo oper share kya wo apko pasand nahi?? kesay dramay dekhtay ho ap π
koi mazadar sa ho ya kya drama ha ek duja ka wasta s2 ko dekh ha us k jasa drama ma dakhata
main ziyada nahi dekhta. jo koi khas ho. mtlb acha bhi ho tu dekh leta hon π
acha koi huma b acha sa bata do koi love story drama
koi ap ko milay tu mjhe bhi batana. main tu pakistan dekhta hon mazahiya walay. jesay aaj kal chal raha hai. oper share kiya hai
bhai sirf drama post kerna hai yahan pe. film ka alaida se hai. koi drama pasand hai tu wo ap bata saktay hen yahan pe π
ok bhai sorry manay galat smga
π₯°π₯°π₯°
koi bat nahi. ap phir se share ker len. koi achay wala drama ho. jo dekh k maza aa jaye. ya jo ap ko pasand ho π
yahan tak aa giya hai. lekon ye bohat acha ja raha hai π
Aaj kal konsa drama dekh rheπ
aaj kal comedy ziyada dekh raha hon. hansnay main he zindgi hai ππ